Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Haath Aayaa Hai Jab Se Teraa Haath Men
|
Mahendra Kapoor, Asha Bhosle | O P Nayyar | Sharmila Tagore, Joy Mukherjee | |||
Dil Aur Mohabbat (1969) | Shevan Rizvi | Romantic Songs | |||||
hath aaya hai
hath aaya hai jab se tera hath me
aa gaya hai naya rang jazbaat me
main kahan hu mujhe ye khabar hi nahi
tere kadmo pe hi gir na jaau kahin
hath aaya hai jab se tera hath me
aa gaya hai naya rang jazbaat me
main kahan hu mujhe ye khabar hi nahi
tere kadmo pe hi gir na jaau kahin
hath aaya hai
dil me najro se chhup chhu ke aaya hai tu
dil me najro se chhup chhu ke aaya hai tu
dil churakar mera muskuraya hai tu
tu kahe to main
tu kahe to main
ek baat tujh se kahun
mera saathi nahi balki saya hai tu
mera saathi nahi balki saya hai tu
ungliya jab zamaane ki mujh par uthe
kho na jana kahi aise halaat me
roshni zindagi me mohabbat se hai
warna rakha hai kya chandani raat me
hath aaya hai
dil ke jazbaat ko main na thukraunga
dil ke jazbaat ko main na thukraunga
balki tasveere jazbaat ban jaaunga
oh ho ha ha ha
haq mohabbat ka
haq mohabbat ka
oh ho ho o o
haq mohabbat ka hota hai kaise ada
waqt aaya to main ye bhi dikhlaunga
waqt aaya to main ye bhi dikhlaunga
pyar ke devta ke kadam chum kar
zindagi nazar kar dungi saugaat me
ab na ghabrao manzil ki duri se tum
tum akele nahi main bhi hu sath me
hath aaya hai jab se tera hath me
aa gaya hai naya rang jazbaat me
main kahan hu mujhe ye khabar hi nahi
tere kadmo pe hi gir na jaau kahin
hath aaya hai