Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Haal Yah Kar Diya Zalim Tere Tadpane Ne
|
Mohammed Rafi, Geeta Dutt | Iqbal Qureshi | Manoj Kumar | |||
Panchayat (1958) | Shakeel Badayuni | Masti Bhare Geet | |||||
haal ye kar diya zalin tere tadpane ne
tere tadpane ne
aag daman me laga li tere diwane ne
tere diwane ne
aag daman me laga li
ye bhi dar lagta hai badnam na ho jaye kahi
ye bhi dar lagta hai badnam na ho jaye kahi
pyar ki baate jo
pyar ki baate jo sun li kisi begane ne
kisi begane ne
aag daman me laga li tere diwane ne
tere diwane ne
aag daman me laga li
jite rahna teri chahat me koi khel nahi
jite rahna teri chahat me koi khel nahi
maar dala mujhe
maar dala mujhe zalim tere samjhane ne
tere samjhane ne
aag daman me laga li tere diwane ne
tere diwane ne
aag daman me laga li
ji to kahta hai ke ji bhar ke tujhe pyar karu
ji to kahta hai ke ji bhar ke tujhe pyar karu
par mujhe rok liya
par mujhe rok liya hai mere sharmane ne
mere sharmane ne
aag daman me laga li tere diwane ne
tere diwane ne
aag daman me laga li
rut nayi aayi hai aa pyar ke din aaye hai
rut nayi aayi hai aa pyar ke din aaye hai
aur bhi kar diya
aur bhi kar diya jadu tere sharmane ne
tere sharmane ne
aag daman me laga li tere diwane ne
tere diwane ne
aag daman me laga li