Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Guzar Gaya Wo Zamana Kaisa Kaisa
|
Pankaj Mullick | Pankaj Mullick | Amar Mallick, Pankaj Mullick, Ahindra Choudhary, Jyoti Prakash | |||
Doctor (1941) | A H Shor, Arzoo Lakhnavi, | ||||||
guzar gaya wo zamana kaisa-kaisa
guzar gaya wo zamana kaisa-kaisa
hansi-khushi ki bahar thi jisme
guzar gaya wo zamana kaisa-kaisa
guzar gaya
phul tamannavo ke jitne
qadam-qadam par khilte the
ab wo hi rasta ujda ban hai
jispe hai ana-jana kaisa-kaisa
guzar gaya wo zamana
hansata hua ek raz hai jisse
kona-kona roshan tha aisa bujha ke
aisa bujha ke dubara jisko
mumkin nahi jalana kaisa-kaisa
guzar gaya wo
gaya zamana phir ayega
jane wale janege
gaya zamana phir ayega
jane wale janege
hamko na pahachanega jo koi
ham bhi ham bhi
ham bhi kyun pahachanege
a ja a ja