Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Gulon Ka Rang Jo Nikhra
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Mohammed Shafi | ||||
Dayar-e-madina (1975) | Abdur Rab Chaush | Ghazals | |||||
gulo ka rang jo nikhra tere badan ki tarha
gulo ka rang jo nikhra tere badan ki tarha
har ek kali ko haya aa gayi dulhan ki tarha
ye hai pharebi nazar ye hai pharebi nazar
jalwye kiran ki tarha chaman kapas ki tarha hai
kapas chaman ki tarha
kahi hansi kahi nagme kahi charagah hai
hamara dil hai hasino ki anjuman ki tarha
gulo ka rang jo
fiza me jab kisi bhawre ne saze dil chheda
fiza me jab kisi bhawre ne saze dil chheda
har ek kali ko haya aa gayi dulhan ki tarha
ye hai pharebi nazar
zamana dekh raha hai teri adao ko
chalega chal ye zalim tere chalan ki tarha
gulo ka rang jo
rukhe habib ko dekha hai jab rakibo ne
sawet pad gaye chehare naye kafan ki tarha
ye hai pharebi nazar
ye kaid zulme mohabbat ki kaid hai yu saku
ye kaid zulme mohabbat ki kaid hai yu saku
magar nigah hai jhulekha me hai
chaman ki tarha gulo ka rang jo
wafa ki jaan hai har dag dil jhulekha ka
magar ajij hai yu sukh ke pair hum ki tarha
ye hai pharebi nazar jalwye kiran ki tarha
ye hai pharebi nazar