Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Gujra Hua Ulfat Ka Zamana
|
Lata Mangeshkar | Anil Biswas | ||||
Maan (1954) | Dr Safdar Aah | ||||||
gujraa hua ulfat ka jamana
yaad karke royenge
yaad karke royenge
apni kahani apna fasana
yaad karke royenge
yaad karke royenge
gujraa hua ulfat ka jamana
yaad karke royenge
yaad karke royenge
jab sawan ki mast ghataye
dhum machati aayengi
jab sawan ki mast ghataye
dhum machati aayengi
jab koyal ki mithi tane
kano me bas jayengi
ham ek bhula hua tarana
yaad karke royenge
yaad karke royenge
kabhi kabhi jab tumko apne
dil ka dard sunate the, kabhi kabhi
kabhi kabhi jab tumko apne
dil ka dard sunate the
pyar se dharas dekar sajan
hamko gale lagate the
wahi pyar se gale lagana
yaad karke royenge
yaad karke royenge
gujraa hua ulfat ka jamana
yaad karke royenge
yaad karke royenge