Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Gori Sharmao Na
|
Asha Bhosle, Kamal Barot | O P Nayyar | ||||
Shrimanji (1968) | S H Bihari | ||||||
khuda kare ke na ruthe kabhi sabab ke din
najar me yar ke har dum bahar banke raho
ho gori sharmao na hamse kahdo jara
ho gori sharmao na hamse kahdo jara
baat kya kya hui rat kaise kati
o husn ke samne ishk kaise jhuka
o husn ke samne ishk kaise jhuka
baat kya kya hui rat kaise kati
ho gori sharmao na hamse kahdo jara
do dilo ke milan ka wo najuk shama
ruh barso tadapti hai jiske liye
ye badan chandni jispe kurban hai
dekhte hi jise bujh gaye sab diye
o aisi halat me kya tumne inse kaha
o aisi halat me kya tumne inse kaha
baat kya kya hui rat kaise kati
ho gori sharmao na hamse kahdo jara
zindagi jab uthi leke angadaiya
arzu dil me karwat badalne lagi
har ada jab teri ek dulhan ban gayi
rat julfo ke saye me chalne lagi
jab ye alam tha dono ke jajbat ka
jab ye alam tha dono ke jajbat ka
baat kya kya hui rat kaise kati
o husn ke samne ishk kaise jhuka
baat kya kya hui rat kaise kati
ho gori sharmao na hamse kahdo jara
ho gori sharmao na hamse kahdo jara