Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Gori Kar Le Aaj Singar
|
Hemlata, Krishna Kalle | Sudhir Phadke | ||||
Daraar (1972) | Mahendra Dehlvi | ||||||
gori kar le aaj singar
saja le sapno ko sansar
hoke doli mein sanwar
piya ke desh jana ho
piya ke desh jana ho
piya ke desh jana ho
gori kar le aaj singar
saja le sapno ko sansar
hoke doli mein sanwar
piya ke desh jana ho
piya ke desh jana ho
piya ke desh jana ho
chidiya ham chhode babul ka desh re
ud ke hai jana kis din desh re
lagti hai sabko ye mithi mithi khir re
aape hi jawani aaye piya ka sandesh re
haye kitni hai ham sab lachar
haye doli mein sanwar ??
hoke doli mein sanwar
piya ke desh jana ho
piya ke desh jana ho
piya ke desh jana ho
aansuo se dhoye kyo kisi heer ko
char chand laga de abhi teri takdeer ko
koi samjhaye soi teri takdeer ko
milta hai lakho mein se nasib wali heer ko
hame bhi intjar hame bhi intjar
gori kar le aaj singar
saja le sapno ko sansar
hoke doli mein sanwar
piya ke desh jana ho
piya ke desh jana ho
piya ke desh jana ho