Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Gora Gora Mukhda Ye Tune Kaha Se Paya
|
Mukesh Chand Mathur | Daan Singh | ||||
Bhool Na Jaana (1960) | Indeevar | ||||||
gora gora mukhda ye tune kahan se paya hai
tu hai gori chor tune chand ko churaya hai
tune chand ko churaya hai

amavas ki raat hai ye huyi kaise roshani
nahi hai gagan me chanda chhayi kaise chandni

huyi kaise roshani chhayi kaise chandni
dhire dhire parda tune chehare se hataya hai
tu hai gori chor tune chand ko churaya hai
tune chand ko churaya hai
chale aaye peene wale maikhano ko chhod ke
khade tere raste me paimano ko tod ke

maikhano ko chhod ke paimano ko tod ke
badi badi aankho se ye tune kya chhalkaya hai