Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Gokul Ki Galiyon Ka Gwala Natkhat Bada Nandlal
|
Usha Mangeshkar, Asha Bhosle, Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Raaste Pyar Ke (1982) | Anand Bakshi | Masti Bhare Geet | |||||
gokol ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala
gore se ho gaya kala gokol ki galiyon ka gwala
natkhat bada nand lala gore se ho gaya kala
kale ne sab ko ang lagake kale rang me rang dala
gokol ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala
gore se ho gaya kala
lo chandan ka tika lagaa do lo chandan ka tika lagaa do
mohan ko man mohan bna do mor mukut is ko pahna do
hatho me murli pakda do murli bna lu muh se lgaa lu
aa tohe o birj baala gokol ki galiyon ka gwala
natkhat bada nand laala gore se ho gaya kala
jamna kinare apna thikana jamna kinare apna thikana
paniya baran tu pangat pe aana ghunghat fir ye mukhdha chupana
chedega tujko sara zamana deta hai damki todke matki
makhan churane wala gokol ki galiyon ka gwala
natkhat bada nand laala gore se ho gaya kala
pakda gaya chaliya sab dekhe bhagega kese ye ab dekhe
pakda gaya chaliya sab dekhe bhagega kese ye ab dekhe
mera dhang mera rab dekhe aaj tamasha sab dekhe
kisi jatan se nhi kisi ke hath me aane wala
gokol ki galiyon ka gwala natkhat bada nand laala
gore se ho gaya kala kale ne sab ko ang lagake
kale rang me rang dala gokol ki galiyon ka gwala
natkhat bada nand lala gore se ho gaya kala