Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ghir Aaye Re Kare Badraa
|
Suman Kalyanpur | Roshan | ||||
Coffee House (1957) | Prem Dhawan | ||||||
ghir aaye re kare badra main to dalugi naino mein kjara
ki jiya mora mane na ki jiya mora mane na
kahu chhank payal mori chhanki khu kisse lagan hay man ki
ki jiya mora mane na ki jiya mora mane na
aise aaye re jhoke hawa ke udi jaye mori dhani chunriya
do hatho mein mukhda chhupa ke maine niche chhupa li nazariya
bal khau ghbrau dar jau ki koi pehchane na
ki koi pehchane na
ghir aaye re kare badra main to dalugi naino mein kjara
ki jiya mora mane na ki jiya mora mane na
aa aa aa aa aa aa ho ho ho ho ho
bhed khote kare to na jane
bade bhole re saiya humare
koi na jane bade bhole re sayiya hamare
meri nazaro mein aake to dekhe aaj kaisi hai kya ye nazare
ye hawaye ye ghtaye ka bulaye ki hay koi jane na
ho ho ho ki haye koi jane na
ghir aaye re kare badra main to dalugi naino mein kjara
ki jiya mora mane na ki jiya mora mane na