Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ghar Ke Jogi Ka Bhes
|
Usha Mangeshkar, Asha Bhosle | Roshan | ||||
Heera Moti (1959) | Shailendra | Masti Bhare Geet | |||||
dhar ke jogi ke bhesh saiya
saiya gaye videsh ma
lagi dil ki jo thesh kahi jaye na
ho kahi jaye na
mohe bali umar lagi
rato ko har baat dil ki kisi ko kahi jaye na
ho kahi jaye na
chadti jaye jawani jaise nadiya me pani
o chadti jaye jawani jaise nadiya me pani
kisi ne khub nibhali haye
haye balam kitna jalim haye
ki dekho taras na khaye haye
ki ab ji kaun dikhaye haye
haye ram ji
haye balam kitna jalim haye
ki dekho taras na khaye haye
sham hote hi main singar karu
unke aane ka intizaar karu
aanhko me nind ka khumar liye
jaagu me dil ko bekarar kiye
umariyan rang bichayein
nazariyan rah bhulayein
umariyan rang bichayein
nazariyan rah bhulayein
sataye log paraye haye
haye balam kitna jalim haye
ki dekho taras na khaye haye
ki ab ji kaun dikhaye haye
haye ram ji
yaad to chobare se pyar karti
hum to ek bund bhar ko chahat karti
log kahte hai ki bahar aayi
humko to mushkile hazaar aayi
ye naina bade abhage ye kitna ruthan laage
ye naina bade abhage ye kitna ruthan laage
na jane kya ho aage haye
haye balam kitna jalim haye
ki dekho taras na khaye haye
ki ab ji kaun dikhaye haye
haye ram ji
haye balam kitna jalim haye
ki dekho taras na khaye haye
ki ab ji kaun dikhaye haye
haye ram ji