Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Gham Uthane Ke Liye Mai To Jiye Jaunga
|
Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Jeetendra, Mala Sinha, Raaj Kumar | |||
Mere Huzoor (1968) | Hasrat Jaipuri | Sad Songs | |||||
falak pe jitne sitare hai wo bhi sharmaye
o dene wale mujhe itni jindagi de de
yahi saja hai meri maut hi na paye
kisi ko chain mile mujhko bekrari de de
gam uthane ke liye mai to jiye jaunga
gam uthane ke liye mai to jiye jaunga
sans ki lay pe tera nam liye jaunga
gam uthane ke liye mai to jiye jaunga
haye tune mujhe ulfat ke siwa kuch na diya
or maine tujhe nafrat ke siwa kuch na diya
haye tune mujhe ulfat ke siwa kuch na diya
or maine tujhe nafrat ke siwakuch na diya
tujhse sharminda hu aye meri wafa ki devi
tera mujrim musibat ke siwa kuch na diya
gam uthane ke liye mai to jiye jaunga
sans ki pay pe tera nam liye jaunga
gam uthane ke liye mai to jiye jaunga
tu khyalo me mere ab bhi chali aati hai
apni palko pe un ashko ka janaja lekar
tu khyalo me mere ab bhi chali aati hai
apni palko pe un ashko ka janaja lekar
tune ninde kari kurban meri raho me
mai nashe me raha gairo ka sahara lekar
gam uthane ke liye mai to jiye jaunga
sans ki pay pe tera nam liye jaunga
gam uthane ke liye mai to jiye jaunga
gam uthane ke liye mai to jiye jaunga