Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ghadi Teri Yaad Sataye Man Mera
|
Hamida Banu | Gulshan Sufi | ||||
Janmapatri (1949) | Aziz Kashmiri | ||||||
ghadi ghadi ghadi ghadi teri yad sataye
man mera kyu ghabraye haye haye
koi to aake btaye
ghadi ghadi teri yad sataye
kahu kisse main gam ka fasana
mera dushaman hai sara jamana
jab apno ne dard na jana
jab apno ne dard na jana
koi gair ko kaise bataye
jab yad tumhari aaye
haye haye koi to aake btaye
ghadi ghadi teri yad sataye
man mera kyu ghabraye haye haye
koi to aake btaye
ghadi ghadi teri yad sataye
meri khushiyo mein aag lag ke
meri aankho ko rona sikha ke
koi kah de bedardi se jake
koi kah de bedardi se jake
mere sapno main bhi ab na aaye
mere sapno mein bhi ab na aaye haye haye
koi to aake btaye
ghadi ghadi teri yad sataye
man mera kyu ghabraye haye haye