Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Geet Huye Hai Ghayal Chikh Rahi Hai Payal
|
Asha Bhosle | Suresh Kumar | ||||
Tarzan Aur Jalpari (1964) | Zafar Rahi | ||||||
geet huye hai ghayal chikh rahi hai payal
jaau kaha main raah na sujhe ab to aaja o

geet huye hai ghayal
aashao ke sawan mein angaro ki barsate
aashao ke sawan mein angaro ki barsate
jala na dale meri duniya sholo ki barsate

der jo ki aane mein jara to
der jo ki aane mein jara to raakh milegi meri
geet huye hai ghayal chikh rahi hai payal
jaau kaha main raah na sujhe ab to aaja o
geet huye hai ghayal
aas ka bandhan tut raha hai aas bandhane wale

aana hai to der na kar ab door se aane wale