The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Ganpati Bappa Moriya Moriya Re Moriya
0
Mahendra Kapoor, Shabbir Kumar, Hemlata, Suresh Wadkar Ravindra Jain
Marte Dam Tak (1987) Ravindra Jain Religious Songs
Lyrics of Ganpati Bappa Moriya Moriya Re Moriya - गणपति बप्पा मोरिया मोरिया रे मोरिया

ganpti bappa moriya moriya re moriya
ganpti bappa moriya moriya re moriya
mangal murti moriya moriya re moriya
mangal murti moriya moriya re moriya

mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila
mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila
kis me kitni bhakti hai kis me kitni shakti hai
o kaun ye bazi marega kaun khel me harega
mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila
mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila
ye mauka nahi chhod ege aaj patakhe phodenge
ho ye jan ke humne mauka diya apna wada pura kiya
mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila
mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila

vakr kund mahkay hai tujhme koti sury ki jyoti
koti sury ki jyoti shubh kamo ke liye
partham teri hi puja hoti teri hi puja hoti
pehle puja kar le phir hum duja kam karege
duja kam karege lekar tera naam parbhu ham
kam tamam karenge kam tamam karenge
puja me koi bair nahi par chheda to kher nahi
kaun ye bazi marega kaun khel me harega
mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila
mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila

shankar shuvan bhawani ke nandan
bhakto ke rakhwale bhakto ke rakhwale
tera hath ho jiske sar pe koi use kya mare
koi use kya mare arey jan bujh kar jo agyani
maut ke muh me jaye maut ke muh me jaye
arey kaise use bacahye bhagwan
kab tak use bachaye kab tak use bachaye
kis me kitni bhakti hai kis me kitni shakti hai
o kaun ye bazi marega kaun khel me harega
mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila
mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila

jis rana ke naam ko sunkar sachda kahe zamana
dushman ke ghar aa pahuncha vo ganpti ka diwana
dost se ho ya dushman se hum wada kabhi na bhule
wo hathiyar bana hi nahi jo badan hamara chhu le
jag ki himmat to dekho parwat se takraye
parwat se takraye apni hasti bhulke chhatra
dariya se hod lagaye dariya se hod lagaye
tujhpar jinhe bharosa nahi kisi se darte
nahi kisi se darte
marte dam tak bhkat tere tera hi dam bharte
tera hi dam bharte kitna dam is jaani me
kaun hai kitne pani me hum ye bazi marenge
harne wale harenge
mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila
mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila

jai ganesh jai ganesh deva jai ganesh jai ganesh deva
sewa kare so pave mewa jai ganesh jai ganesh deva
ek dant balwant vinayak jai ganesh jai ganesh deva
sab dukh haran sakal sukh dayak
jai ganesh jai ganesh deva thumri kripa jis par hoyi
jai ganesh jai ganesh deva uska satru hoye na koi
jai ganesh jai ganesh deva tu bhkat jano ka pyara
jai ganesh jai ganesh deva kar parnam swikar hamara