Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Galiyo Galiyo Khak Bahut Din Humne Chhani
|
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | R D Burman | Dev Anand | |||
Swami Dada (1982) | Anjaan | Masti Bhare Geet | |||||
panch ke note me ab kya dam hai
ho das ka note sigret ko bhi kam hai
oo ho ab hare note ka mol hai kya
socho kuch unchi bat zara bat karo to lakho ki
dekhge khawab krodo ke
galiyo galiyo khak bahut din humne chhani
ho bdala hai ab dor badal jayegi kahani
ho ek banjaran banegi kal mahalo ki rani
ho galiyo galiyo khak bahut din humne chhani
bdala hai ab dor badal jayegi kahani
ho ek banjaran banegi kal mahalo ki rani
ho galiyo galiyo khak bahut din humne chhani
aaj swar ke dekha jo darpan apni nazar se sharma gayi
kiske hunar ka chal gaya jadu kaha thi kaha se kaha aa gayi
is hire ke har me kya hai ab apna mol to aako
tum kya ho kya ban sakte ho apne dil me jhanko
jhute nakli sapne deke jhute nakli sapne deke
asali bat na jani ho
galiyo galiyo khak bahut din humne chhani
ho bdala hai ab dor badal jayegi kahani
milke mere sath chalo to wo duniya dikhlau
jite ji wo jannat kaise milti hai batlau
tumko mashiha man liya hai
ab jana hai aur kaha tumse mile to dekhe ujale
varna dhua the dono jaha bdle hum aur yu bdle
bdle hum aur yu bdleoo duniya ko herani ho
galiyo galiyo khak bahut din humne chhani
ho bdala hai ab dor badal jayegi kahani
ho ek banjaran banegi kal mahalo ki rani
ho galiyo galiyo khak bahut din humne chhani