Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Gagan Panth Ka Ek Pakheru Duniya Me
|
Geeta Dutt | Bulo C Rani | ||||
Nanand Bhojai (1949) | Saraswati Kumar Deepak | ||||||
ek gagan panth ka pakheru
is duniya ke dware aaya
is duniya ke dukhde deke
aankho me aasu bhar laya
ek gagan panth ka pakheru
nit naye geet gane wale geet surila na gaya
nit naye geet gane wale geet surila na gaya
jag utha jo geet hariday me
man me wohi samaya
ek gagan panth ka pakheru
dal dal par uda pakheru tal tal par
dal dal par uda pakheru tal tal par
jug jug se jo sapna dekha sapna sahi na paya
duniya me aakar pachhtaya
ek gagan panth ka pakheru
dukhi na ho dukhi na ho mere jiwan panchhi
dekh ke badal chhaya dukhi na ho dukhi na ho
mere jiwan panchi dekh ke badal chaya
main uska banke pankh pakheru
bhul yaha ki maya ek gagan panth ka pakheru
ek gagan panth ka pakheru
ek gagan panth ka pakheru
is dunia ke dware aaya
is dunia ke dukhde deke
aankho me aasu bhar laya
ek gagan panth ka pakheru