Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Gaa Rahi Hai Zindagi Har Taraf Bahaar Men Kis Liye
|
Mahendra Kapoor, Asha Bhosle | Chitalkar Ramchandra | Sudesh Kumar, Seema Deo, Ashok Kumar, Nanda, Nirupa Roy | |||
Aanchal (1960) | Kavi Pradeep | Happy Songs | |||||
ga rahi hai zindagi har taraf bahar me kis liye
char chad lag gaye hai tere mere pyar me
is liye

aa gaya anchal kisi ka aj mere hath me
hai chakori aj apne chandrma ke sath me
aa gaya anchal kisi ka aj mere hath me
hai chakori aj apne chandrma ke sath me
chal padi do kishtiyan aj ek dhar me kis liye
char chad lag gaye hai tere mere pyar me
is liye
ga rahi hai zindagi har taraf bahar me kis liye
char chad lag gaye hai tere mere pyar me
is liye
chhu rahi tan man ko mere prit ki purvaiyan
dur ki ambraiyo me gunjati shehanaiyan

sau guna nikhar hai aj to singar me kis liye
char chad lag gaye hai tere mere pyar me
is liye
ga rahi hai zindagi har taraf bahar me kis liye
char chad lag gaye hai tere mere pyar me
is liye
zindagi bhar ke liye tu banh meri tham le
jab talak ye sans hai har sans tera nam le

ek nayi duniya khadi apane itezar me kis liye