Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Gaa Gaa Mere Sang
|
Pankaj Udhas, Lata Mangeshkar | Bappi Lahiri | Chunky Pandey, Dimple Kapadia | |||
Gunahon Ka Faisla (1988) | Romantic Songs | ||||||
kal tak jo tha ek sapna sapna wo sach ho gaya
sab neeli aankho me teri pyasa ye man kho gaya
ga ga ga mere sang pyar ka geet naya
ga ga ga mere sang pyar ka geet naya
prem ke rang me ang ang rang de
aise ang laga ga ga ga mere sang
pyar ka geet naya mujhko kahan tha pata
ye pyar hota hai kya kya jane kaise kahan
tune ye dil chhu liya mujhko kahan tha pata
ye pyar hota hai kya kya jane kaise kahan
tune ye dil chhu liya ga ga ga mere sang
pyar ka geet naya
tere bina kya main yaha tere bina kuch nahi
sath tere sara jahan jannat se bhi hai hasi
tere bina kya main yaha tere bina kuch nahi
sath tere sara jahan jannat se bhi hai hasi
tere hasi rup me kya jane jadu hai kya
dekhe bina ab mujhe dil ye nahi maanta
ga ga ga mere sang pyar ka geet naya
prem ke rang me ang ang rang de
aise ang laga ga ga ga mere sang
pyar ka geet naya
kal tal yahi payal mere paanv ki zanjir thi
ab geet hai chham chham ka ye jhankar hai pyar ki
kal tal yahi payal mere paanv ki zanjir thi
ab geet hai chham chham ka ye jhankar hai pyar ki
o kya tang leke mere jivan me tu aa gayi
saanso me bas ke mere sapno pe tu chha gayi
ga ga ga mere sang pyar ka geet naya
prem ke rang me ang ang rang de
aise ang laga ga ga ga mere sang
pyar ka geet naya ga ga ga mere sang
pyar ka geet naya o pyar ka geet naya
o pyar ka geet naya