Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Fariyad Kare Hum To
|
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Naushad | Amjad Khan, Bindu | |||
Chambal Ki Raani (1979) | Majrooh Sultanpuri | Qawwalis | |||||
fariyad kare hum to zamane se gire hai
wo darde jigar de to koi kuch nahi kahta
hum fariyad karte hai to ho jate hai badnaam
wo katal bhi kar de to koi kuch nahi kahta
meri barbadi meri barbadi par mera dil hi badnaam hai
meri barbadi par mera dil hi badnaam hai
wo hasee rote huye baitha hai jiska kam hai
meri barbadi par mera dil hi badnaam hai
lagake aankh me kajal sawar ke baithe hai
wahi to hai jo mujhe katal karke baithe hai
wo hasee rote huye baitha hai jiska kam hai
meri barbadi par mera dil hi badnaam hai
dard hai dil ki khata jo bhi kaho wo kam hai
varna ye samjhte tum hi tum se umang hai
ab kya kahu aayi mere hontho pe hasi kyun
wo loote sitam mai zara bolu to sitam hai
meri khamoshi meri khamoshi
bhi ab to mujh par ek ilzaam hai
meri khamoshi bhi ab to mujh par ek ilzaam hai
husn ko badnaam karna aashiko ka kaam hai
meri khamoshi bhi ab to mujh par ek ilzaam hai