Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Falsafe Ishq Mein Pesh Aaye
|
Mohammed Rafi | Taj Ahmad Khan | ||||
Falsafe Ishq Mein Pesh Aaye Sawalon Ki Tarha (1960) | Sudarshan Faakir | Ghazals | |||||
falsafe ishq mein pesh aaye
sawalo ki tarah
falsafe ishq mein pesh aaye
sawalo ki tarah
hum pareshan hi rahe
apne khaylo ki tarah
shisha agar baithe rahe
jikre masiha le kar
shisha agar baithe rahe
jikre masiha le kar
or hum tut gaye kanch
ke pyalo ki tarah
or hum tut gaye kanch
ke pyalo ki tarah
jab bhi anjam mein mohabbat ne
pukara khud ko
jab bhi anjam mein mohabbat ne
pukara khud ko
waqt ne pesh kiya humko
misalo ki tarah
waqt ne pesh kiya humko
misalo ki tarah
jikr jab hoga mohabbat mein
tabahi ka kahi
jikr jab hoga mohabbat mein
tabahi ka kahi
yaad hum aayenge duniya ko
ko havalo ki tarah
yaad hum aayenge duniya ko
ko havalo ki tarah
falsafe ishq mein pesh aaye
sawalo ki tarah