Lyrics of Faasale Aise Bhi Honge Ye Kabhi Sochaa Na Thaa - ना उड़ा यूँ ठोकरों से
na uda yu thokaro se
na uda yu thokaro se meri khak-e-kabr zalim
na uda yu
na uda yu thokaro se meri khak-e-kabr zalim
yahi ek rah gayi hai meri pyar ki nishani
fasale aise bhi honge
fasale, fasale, fasale, fasale
ha fasale aise bhi honge ye kabhi socha na tha
fasale aise bhi honge ye kabhi socha na tha
fasale, fasale, fasale, fasale, fasale

samane baitha tha mere aur wo mera na tha

fasale
wo ke khushbu ki tarah faila tha mere charsu

charsu, charsu, charsu, charsu
wo ke khushbu ki tarah faila tha mere charsu
main use mahsus kar sakta tha chhu sakta na tha
main use mahsus kar sakta tha chhu sakta na tha
fasale aise bhi honge ye kabhi socha na tha
samane baitha tha mere aur wo mera na tha
fasale aise bhi honge
fasale aise bhi honge, fasale
raat bhar pichhali hi aahat kaan me aati rahi

jhank kar dekha gali me koi bhi aaya na tha

fasale aise bhi honge ye kabhi socha na tha, fasale
yaad karke aur bhi takalif hoti thi adim
adim, adim
yaad karke aur bhi
yaad karke aur bhi takalif hoti thi adim
bhul jane ke siwa ab koi bhi chara na tha