Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek To Mera Mastana Shabab
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | Rajendra Kumar, Rekha | |||
Gora Aur Kala (1972) | Anand Bakshi | Romantic Songs | |||||
ek to mera mastana shabab uspe gira di re tune sharab
haye re ek to mera mastana shabab
uspe gira di re tune sharab
ye kya kiya o diwane ab kya hoga na jane
kaam kiya tune bada hi kharab ek to mera mastana shabab
uspe gira di re tune sahrab ek to mera mastana shabab
uspe gira di re tune sahrab
ek fida mujhpe zamana tu kadar meri na jana
chodh du mai aana jana todh du dil ka paimana
ek fida mujhpe zamana tu kadar meri na jana
chodh du mai aana jaana tod du dil ka paimana
par kya karu mai tera nahi hai jawaab
haye re ek to mera mastana shabab
uspe gira di re tune sharab
hosh me aao mastane dekh iss jaalim diwane
mere chehre pe likhe hai pyar mohabbat ke afsane
hosh me aao mastane dekh iss jaalim diwane
mere chehre pe likhi hai pyar mohabbat ke afsane
tune padhi na kabhi mere dil ki kitab
haye haye re ek to mera mastana shabab
uspe gira di re tune sharab
sun mohabbat ki ye kahani jal gayi meri ye jawani
tune sholo ko hawa di aag pe dala na paani
sun mohabbat ki ye kahani jal gayi meri ye jawani
tune sholo ko hawa di aag pe dala na paani
teri jafao ka jalim hai na koi hisaab
ek to mera mastana shabab
uspe gira di re tune sharab
ye kya kiya diwane ab kya hoga na jaane
kaam kiya tune bada hi kharab
ek to mera mastana shabab uspe gira di re tune sharab