Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Thi Nindiya Do The Naina
|
Suman Kalyanpur | Shankar Jaikishan | Simi Garewal | |||
Seema (1971) | Guljar | Lori Songs | |||||
ek thi nindiya do the naina raat ki jayi shaam ki behna
raat ki jayi shaam ki behna

roz wo pariyon jaisi nindiya aati thi
dono judva naino ko bahlati thi
aankhon pe rakh deti thi mithe sapne
sapno wali nindiya maa kehlati thi

oas ki bundon me jo barsa karti thi
wo nindiya ab do naino se ruth gayi
chhut gaye wo reshami jhule sapno ke
chand ne kaisi lori ki dhun toot gayi
ek thi nindiya do the naina raat ki jayi shaam ki behna
raat ki jayi shaam ki behna
nindiya ki mamta ko bant ke do naina
aadhi aadhi sanse lekar jite hai
bari bari dekhte hai toote sapne
bari bari aankh se aansu pite hai