Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Thanda Thanda Pani
|
Mohammed Rafi, Meenu Purushottam | Sonik Omi | ||||
Shaher Se Door (1972) | Verma Malik | ||||||
ek thanda thanda pani ye bilori si jawani
ek thanda thanda pani ye bilori si jawani
hoye darr lage hai kahi teri niyat mein
aa naa jaaye re beimaani
ek thanda thanda pani ye bilori si jawani
us ke zulf teri chhat gayi
oye gore gore tan se lipat gayi
re re tera to iraada kuch thik nahi
tu sach bol de
baat zulfo ki sab purani hui
ye to ek gujari kahani hui
r r r inki giroh mein dil phans gaya
o zara khol de
abhi hu anjaani safar kar jaani
hoye darr lage hai kahi teri niyat mein
aa naa jaaye re beimaani
ek thanda thanda pani ye bilori si jawani
milke bhi tu to mujhay mili nahi
haye haye kali to bahaar mein bhi khili nahi
hey hey mujhpe bhi thoda aitbaar karo
ho intzaar karo
jis din mujhay tera sath mile
aankh mile dil mile hath mile
ab to ye sath bhi hath bhi hai
aur zara pyar karo
naa kar tu nadani chal jhuthi
jo baat teri naa mani to kya hoga