Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Taraf Hai Maa Ki Chhaya
|
Mohammed Rafi | Robin Banerjee | ||||
Aandhi Aur Toofan (1964) | Farooq Qaiser | Sad Songs | |||||
ek taraf hai maa ki chaya ek taraf hai taaj
raam lakhan ki jodi dekho bichad rahi hai aaj

tut gaya hai pal do pal me sari umar ka nata
lut gayi pungi mit gaya koi
dekh raha hai data dekh raha hai data
us aangan ko chhod chala kyu jispe kiya raaz
ek taraf hai maa ki chaya ek taraf hai taaj
raam lakhan ki jodi dekho bichad rahi hai aaj
apne lahu se jisko sicha kata us phulwari ko
aag laga do duniya walo aisi duniyadari ko
chupke chupke roye mali bhag hua kharab