Lyrics of Ek Sapnon Ka Ghar - एक सपनों का घर
ek sapno ka ghar aur ghar mein tumhein
hum basale to kaisa rahega, kaisa rahega
ek sapno ka ghar aur ghar mein tumhein
hum basale to kaisa rahega
ek phoolo ka ghar aur us mein tumhe
hum saja le to kaisa rahega
ek sapno ka ghar aur ghar mein tumhein
hum basale to kaisa rahega
saari duniya ke gham kyun tumhare liye
kaam chhodo bhi koi hamare liye
saari duniya ke gham kyun tumhare liye
kaam chhodo bhi koi hamare liye
pyaar ki raah mein gham ke kaante hai jo
hum uthale to kaisa rahega
ek phoolo ka ghar aur us mein tumhe
hum saja le to kaisa rahega
ek sapno ka ghar aur ghar mein tumhein
hum basale to kaisa rahega
shaam ki shokhiya, raat ki mastiyan
jeeke dekho zara zindagi hai yahan
shaam ki shokhiya, raat ki mastiyan
jeeke dekho zara zindagi hai yahan
in mehkte hue gesuo mein tumhe
hum chhupale to kaisa rahega
ek phoolo ka ghar aur us mein tumhe
hum saja le to kaisa rahega
ek sapno ka ghar aur ghar mein tumhein
hum basale to kaisa rahega
ek phoolo ka ghar aur us mein tumhe
hum saja le to kaisa rahega
ek sapno ka ghar aur ghar mein tumhein
hum basale to kaisa rahega, kaisa rahega