Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Roop Nagar Ka Raja Tha
|
Lata Mangeshkar | Govind Ram | ||||
Raj Mukut (1950) | Bharat Vyas | ||||||
ek rup nagar ka raja tha
ek rup nagar ka rja tha ek prem nagar ki rani
dono ki ajab kahani dono ki ajab kahani
tum sunlo meri jabani ha sunlo meri jabani
raja ke thath bade the raja ke thath bade the
raja ke thath bade the sone ke mahal khade the
rani thi badi garib koi tha nhi karib
rani thi badi garib koi tha nhi karib
akeli dukh sahti thi ek kutiya me rahti thi
akeli dukh sahti thi ek kutiya me rahti thi
acha aage kya hua
aage ek din raja ne socha ye raj pat sab jhuta
jhuthi hai duniya sari ye that bat sab jhutha
ye soch ke wo sardar hua ghode pe wo sawar
ye soch ke wo sardar hua ghode pe wo sawar
ghode ko aid lagai ghode ne chal dikhai
ghode ko aid lagai ghode ne chal dikhai
titi tam titi tam titi tam
phir phir raste me khadi khadi
kisi ki gadi aaker adi
gaya raja ka ghoda bhadk
kisi ne roki uski sadk
phir bada maja raha kya
rani bhi chup raja bhi chup
aankho ne ki bate gupchup
gupchup gupchup gupchup gupchup
kahani main suna rahi hu meri tarf dekho
acha aage bolo
aage bato hi bato me dono ki bat ho gayi
ha ha bat ho gayi
bato hi bato me dono ki bat ho gayi
phir khatm hui kahani jao rat ho gayi
jao rat ho gayi