Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Nanhi Si Kali Roye Dhali Ke Liye
|
Mohammed Rafi | Ved Sethi | ||||
Aanchal Ke Phool (1968) | Naqsh Lyallpuri | ||||||
ek nanhi si kali
ek nanhi si kali roye dali ke liye
jisne tadpa diya tadpe usi mali ke liye
ek nanhi si kali roye dali ke liye
jisne tadpa diya tadpe usi mali ke liye
jisne tadpa diya tadpe usi mali ke liye
bhare jab gam ke andhere to ujala bhi mila
mile aasu to koi chahne wala bhi mila
raha apno se gila pyar gairo se mila
pyar gairo se mila
ek nanhi si kali roye dali ke liye
jisne tadpa diya tadpe usi mali ke liye
mila rahbar na fir bhi justju tamam hui
mili jo subah khushi ki udas sham hui
nain ke diye jale jinme andhere pale
jinme andhere pale
ek nanhi si kali roye dali ke liye
jisne tadpa diya tadpe usi mali ke liye
thake kuch aise kadam ek dar pe aake ruki
labo pe aah liye apna sar jhuka ke ruki
kuch to kaho devta iska dosh hai to kya
iska dosh hai to kya
ek nanhi si kali roye dali ke liye
jisne tadpa diya tadpe usi mali ke liye
ek nanhi si kali roye dali ke liye
jisne tadpa diya tadpe usi mali ke liye
jisne tadpa diya tadpe usi mali ke liye
jisne tadpa diya tadpe usi mali ke liye