Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Nanhi Munni Ladki Thi
|
Mohammed Rafi | Ganesh | ||||
Ek Nanhi Munni Ladki Thi (1970) | Asad Bhopali | ||||||
ek nanhi munni ladki thi ek nanhi munni ladki thi
wo bilkul tere jaisi thi uske daddy sabse jiyada
pyar kiya karte the use apne pyar me mummy
ki mamta bhi diya karte the use ek nanhi munni ladki thi
ladki kya tasvir thi wo khwabo ki tabir thi wo
ek kali thi jane chaman jane chaman jane chaman
jhumte gaate khelte hanste umar gujarti jati thi
subha nur me dhalti aur sham bahaar lati thi
ek nanhi munni ladki thi
waqt achanak ruth gaya nanha sa dil tut gaya
lag gayi jane kiski nazar kiski nazar kiski nazar
ek din daddy bebas hokar sare rishte tod gaye
apni pyari beti ko duniya me akela chhod gaye
jab aaya waqt judai ka dil ro ro ke ye kehta tha
dil ro ro ke ye kehta tha kehta tha