Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Mahbooba Ek Mahboob Tha
|
Kishore Kumar | Usha Khanna | ||||
Pyaasi Ankhen (1984) | Indeevar | Sad Songs | |||||
ek mahbuba ek mahbub tha ek dusre me pyar bhi khub tha
utri thi hasina jaise aasman se boli azmane ko nojawan se
maa ka dil nikal kar jab tum
laoge mera pahla pahla pyar tab tum paoge
ek mahbuba ek mahbub tha ek dusre me pyar bhi khub tha
husn ke diwane ka dekho to hosla
chir ke sina ma ka dil nikal kar chala
gir pada wo raste me thokar jo
khai girte hi ma ke dil se awaz ye aayi
chot to nahi aayi tujhko aye mere
raz phul si ja hai teri tu rakhna apna khyal
jaldi se dil leke mera ja tu uske
pas hone wali bahu meri hogi tanha udas
ek mahbuba ek mahbub tha ek dusre me pyar bhi khub tha
mane apne khun se jis podhe ko
sicha kat diya us podhe ne ghar ka hi bagicha
pyar pe hak hai patni ka to ma bhi hai hakdar ek hi daman me
na bhare koi apna sara pyar
ladke biwi ki bas baho me jhul ke
aaj kal ke bete baithe maa ko bhul ke
aaj kal ke bete baithe maa ko bhul ke maa ko bhul ke
maa ko bhul ke maa ko bhul ke