Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Ladki Hai Diwani Si
|
Alka Yagnik, Kumar Sanu | Anand Milind | Rishi Kapoor | |||
Hum Dono (1995) | Sameer | ||||||
ak ladki hai diwani si us ladki pe main marta hu
ak ladki hai diwani si us ladki pe main marta hu
jo dekhu to sharmati hai
is ada se mohobat main karta hun
ak ladka hai anjana sa us ladke pe main marti hu
ak ladka hai anjana saus ladke pe main marti hu
jo dekhu to ghabrata hai is
ada se mohobat main karti hu
ak ladki hai diwani si us ladki pe main marta hu
dil me tamanna jaga ke chori se palke jhukana
usne to pehli nazar me mujhko banaya diwana
dil me tamanna jaga ke chori se palke jhukana
usne to pehli nazar me mujhko banaya diwana
uske bina kaise rahu kehna hai
jo kaise kahu kuch bhi batane se darti hu
ak ladka hai anjana sa us ladke pe main marti hu
ak ladki hai diwani si us ladki pe main marta hu
ab to yahi arzoo hai uspe
wafaye luta du sanso me
usko basa ke dono jaha ko bhula du
ab to yahi arzoo hai uspe
wafaye luta du sanso me
usko basa ke dono jaha ko bhula du
ninde meri le ke gai
dard-ye- jigar de ke gai
din raat aahe mai bharta hu
ak ladka hai anjana sa us ladke pe mai marti hu
ak ladki hai diwani si us ladki pe mai marta hu
jo dekhu to ghabrata hai is
ada se mohobat mai karti hu
ak ladki hai diwani si us ladki pe mai marta hu
ak ladka hai anjana saus ladke pe mai marti hu