Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Ladki, To Kya, Mere Jaisee
|
Usha Mangeshkar, Asha Bhosle | N Datta | ||||
Mere Arman Mere Sapne (1963) | Rajinder Krishan | Dance Songs | |||||
ek ladki to kya mere jaisi to kya
raag rang or bahar mangti hai
ek ladki to kya mere jaisi to kya
begairat kisi ka pyar mangti hai
ek ladki to kya mere jaisi to kya
raag rang or bahar mangti hai
ek ladki to kya mere jaisi to kya
begairat kisi ka pyar mangti hai ek ladki
kyu na mukadar ki jindagi ka gum nichhod le
ye fizul ki zide muskurake tod de
kyu na mukadar ki jindagi ka gum nichhod le
ye fizul ki zide muskurake tod de
ye fizul ki zide muskurake tod de
ek ladki to kya mere jaisi to kya
husn ishq or bahar magti hai
ek ladki to kya mere jaisi to kya
begairat kisi ka pyar mangti hai ek ladki
badi hasi fareb hai wo ais jiska nam hai
na chhu ise na pee ise ke jahar ka ye jam hai
badi hasi fareb hai wo ais jiska nam hai
na chhu ise na pee ise ke jahar ka ye jam hai
na chhu ise na pee ise ke jahar ka ye jam hai
ek ladki to kya mere jaisi to kya
jindagi me bas karar mangti hai
ek ladki to kya mere jaisi to kya
begairat kisi ka pyar mangti hai ek ladki
ye sari dil ki umar kyu na jhum ke gujar le
kisi ka gum kharid ke na kyu ise sawar le
ye sari dil ki umar kyu na jhum ke gujar le
kisi ka gum kharid ke na kyu ise sawar le
kisi ka gum kharid ke na kyu ise sawar le
ek ladki to kya mere jaisi to kya
ye duaye bar bar mangti hai