Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Khubsurat Ladki Mujhe Raat Ko Mili Thi
|
Mohammed Rafi | Sapan Jagmohan | ||||
Shaadi Se Pehle (1980) | Gauhar Kanpuri | ||||||
ek khubsurat ladki mujhe raat ko mili thi

dil ki kali khili thi
dil ki kali khili thi
jab wo mili thi

ghar me use hum apni dulhan bana ke laye
baaho ki doli me hum usko bitha ke laye
jab raat ho gayi to armano ko jagaaya
yani ke apni bigdi tasveer ko banaya
naraz kaise hoti naraz kaise hoti
wo so rahi thi haye
ek khubsurat ladki mujhe raat ko mili thi
ek khubsurat ladki mujhe raat ko mili thi
phulo ki chandni pe humne use sulaya
phir pyar vyar karke sine se bhi lagaya
aage na humse puccho us raat hum kahan the
dil dil se mil rahe the do jism ek ja the
mare sharam ke shama mare sharam ke shama
gul ho gayi thi haye
ek khubsurat ladki mujhe raat ko mili thi
ek khubsurat ladki mujhe raat ko mili thi
dil ki kali khili thi
dil ki kali khili thi
jab wo mili thi
ek khubsurat ladki mujhe raat ko mili thi
ek khubsurat ladki mujhe raat ko mili thi
la l lla la la lla