Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Ghadi
|
Rekha Bhardwaj | Shankar Ehsaan Loy | Shruti Haasan, Arjun Rampal | |||
D-Day (2013) | Niranjan Iyengar | Romantic Songs | |||||
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
tere lab pe mere hone ka nishan baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
shav ke chehre pe chadha rang savere ka to kya
shav ke chehre pe chadha rang savere ka to kya
dhalte khvabo me abhi apna jahaa baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
yu bichhad ke tu mujhse na sazaa de khud ko
yu bichhad ke tu mujhse na sazaa de khud ko
abhi haatho se tere jurm gunaah baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
khilte phulo tak fasana tak bas bahaana tha
khilte phulo tak fasana tak bas bahaana tha
bujhte sholo ki daasta abhi baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
aankhe suni hai mere maang ujde hai to kya
aankhe suni hai mere maang ujde hai to kya
abhi haatho me mere rang gahnaa baaki hai
abhi haatho me mere rang gahnaa baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
tere lab pe mere hone ka nishan baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai