Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Gadi Idhar Se Hamari Chali, Ek Gadi Udhar
|
Asha Bhosle, Shamshad Begum | Madan Mohan | ||||
Chhote Babu (1957) | Pyarelal Santoshi | ||||||
ek gadi idhar se hamari chali ek gadi udhar se tumhari chali

takraayi to jalim ye dunia hasi or kehne lagi
dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala

mohabbat kehte hai lala mohabbat kehte hai lala

bade ban than ke hum nikle bade saj dhaj ke wo nikle

najar ke platform per kuch wo fisle kuch hum fisle

hui takkar apas me to bole dekhne wale
dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala
dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala
ajab gadi hai ye babu ajab iska chalaana hai

musafir jo bhi aa baithe kahe usko diwana hai

na patri hai na station hai jaha takraye jungle hai
na driver hai na gaurd hai na babu hai tikat wala
dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala
dilo ke takra jane ko mohabbat kehte hai lala
are o dekhne walo ne jisko tair kar dekha

ye gadi chal padi dekho idhar dekho idhar dekho
yaha siti nahi bajti yaha jhandi nahi hilti
wahi ruk jata hai injan dikha jo daal me kaala