Lyrics of Ek Din Bik Jayega Mati Ke Mol - इक दिन बिक जायेगा माटी के मोल
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol
duje ke hotho ko, dekar apne git
koi nishani chhod , phir duniya se dol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol
anhoni path me kante lakh bichhaye
honi to phir bhi bichhada yaar milaye
anhoni path me kante lakh bichhaye
honi to phir bhi bichhada yaar milaye
ye biraha ye duri, do pal ki majburi
phir koi dilwala kahe ko ghabaraye, trampam
dhara jo bahati hai, milke rahti hai
bhati dhara ban ja, phir duniya se dol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol
parde ke pichhe baithi sawal gori
tham ke tere mere man ki dori
parde ke pichhe baithi sawal gori
tham ke tere mere man ki dori
ye dori na chhute, ye bandhan na tute
bhor hone wali hai ab raina hai thodi, trampam
sar ko jhukaye tu, baitha kya hai yaar
gori se naina jod, phir duniya se dol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol
duje ke hotho ko, dekar apne git
koi nishani chhod , phir duniya se dol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol