Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Dil Hamare Paas Hai Nilam Karega Phir Apne Ghar
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Bipin Babul | ||||
Chaubees Ghante (1958) | Raja Mehdi Ali Khan | Funny Songs | |||||
ek dil
ek dil hamare pas hai nilam karega
fir apne ghar me baith ke aram karega
ek dil hamare pas hai nilam karega
fir apne ghar me baith ke aram karega
samhja raha hu pyar se, isko mahino se
fir bhi ye nada
fir bhi ye nada ja ulajhat hai hasino se
hum abhi abhi
hum abhi abhi iska intzam karega
fir apne ghar me baith ke aram karega
ek dil hamare pas hai nilam karega
fir apne ghar me baith ke aram karega
achha nahi hai dil kisi ka leke mukarna
hamre gale me haske bahe dal do warna
achha nahi hai dil kisi ka leke mukarna
hamre gale me haske bahe dal do warna
ham gali gali
ham gali gali aapko badnam karega
fir apne ghar me baith ke aram karega
ek dil hamare pas hai nilam karega
fir apne ghar me baith ke aram karega
ye dil mohabbat wala hai
ye dil to bhola bhala hai
ye dil do hi ka gala hai
ye dil to sabse aala hai
le lo ye jane wala hai jane wala hai
jane wala hai
jo lega ise dunia me nam karega
fir apne ghar me baith ke aram karega
ek dil hamare pas hai nilam karega
fir apne ghar me baith ke aram karega
ek dil hamare pas hai nilam karega
fir apne ghar me baith ke aram karega
ek dil ek dil ek dil ek dil ek dil