Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Bhalu Ki Suno Kahani
|
Mohammed Aziz | Rajesh Roshan | ||||
Gunah (1993) | |||||||
ek bhalu ki suno kahani
chhod ke jungle sahar me aaya
usne kisi ki bat na mani
kar baitha insa se mohabbat
kra baitha insan se mohabbat
dekho bhalu ki nadani ek bhalu ki suno kahani
chhod ke jungle sahar me aaya
usne socha sahar me aakar
ek sukhi sansar milega gale lagayenge sab usko
pyar ke badle pyar milega pyar ki dhun me nachta bhalu
jab aa pahucha insano me pyar mila pal bhar ko aur phir
pyar mila pal bhar ko aur phir
nafrat payi begano me aas badi thi insano ne
insano ne kadar na jani ek bhalu ki suno kahani
chhod ke jungle sahar me aaya
insano ke nagar se bhalu pyar ki bazi har ke lauta
batne sukh aaya tha lekin dukh leke sansar ke lauta
kahta gaya ro ro ke bhalu kabhi na sahar me aaunga mai
sunke dur ke dhol suhane sunke dur ke dhol suhane
ab nahi dhokha khaunga mai sabse wafa ki aasha rakhna
is duniya me hai nadani ek bhalu ki suno kahani
chhod ke jungle sahar me aaya