Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Bewafa Se (Male)
|
Bhupinder Singh | Sonik Omi | ||||
Do Yaaron Ki Yaari (1984) | Naqsh Lyallpuri | ||||||
ek bewafa se
ek mulakat bahut hai
jitna bhi diya humne
tera sath bahut hai
ek bewafa se
ek mulakat bahut hai
jitna bhi diya humne
tera sath bahut hai
duniya ko dil ke daag
dikhu to kis tarah
duniya ko dil ke daag
dikhu to kis tarah
hai zindgi ye raaj
chhupau to kis tarah
chhupau to kis tarah
apni tabahiyo me mera
haath bahut hai
apni tabahiyo me mera
haath bahut hai
jitna bhi diya humne
tera sath bahut hai
tuta jo dil ka aaina
tute sabhi bharam
tuta jo dil ka aaina
tute sabhi bharam
hoti hai umr pyar ki
jeene ke liye kam
jeene ke liye kam
marne ke liye dard ki
ek raat bahu hai
marne ke liye dard ki
ek raat bahu hai
jitna bhi diya humne
tera sath bahut hai
ek bewafa se
ek mulakat bahut hai
jitna bhi diya humne
tera sath bahut hai
fir gum ki ghata aai
mujhe khun rulane
fir gum ki ghata aai
mujhe khun rulane
bah jayenge guzre huye
lamho ke fasane
lamho ke fasane
in aankho ki gahrai me
barsat bahut hai
in aankho ki gahrai me
barsat bahut hai
jitna bhi diya humne
tera sath bahut hai
ek bewafa se
ek mulakat bahut hai
jitna bhi diya humne
tera sath bahut hai
teri bala se rakh ho
jal jal ke mera dil
teri bala se rakh ho
jal jal ke mera dil
he dusmane jaa tujhko
mubarak nahi mahfil
mubarak nahi mahfil
mere liye tanhai ki
saugat bahut hai
mere liye tanhai ki
saugat bahut hai
jitna bhi diya humne
tera sath bahut hai
ek bewafa se
ek mulakaat bahut hai
jitna bhi diya humne
tera sath bahut hai
tera sath bahut hai