Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Bauchhar Tha Woh
|
Gulzar | Jagjit Singh | ||||
Tera Bayaan Ghalib (Jagjit Singh) (0) | Mirza Ghalib | Ghazals | |||||
ek bauchhar tha wo
ek bauchhar tha wo shakhs
bina barse kisi abar ki nami se jo bhigo deta tha
ek bauchhar hi tha wo jo kabhi dhup ki afsa bhar ke
dur tak sunte huye chiraho ko chhidak deta tha
nim tarikh se hol me aankhe chamk uthati thi
sar hilata tha kabhi jhum ke tahani ki tarah
lagata tha jhoka hawa ka tha koi khil gya hai
gungunata tha to khulte huye badal ki tarah
muskurahat me kai tarbo ki jhankar chhupi thi
gali ae kasim se chali ek gajal ki jhankar tha wo
ek aagaj ki bauchhar tha wo