Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Baar Chale Aao Phir Chaahe Na Aanaa
|
Lata Mangeshkar | N A Jalgaonkar | Bhagwan Dada | |||
Pyar Ki Raat (1949) | |||||||
ek baar chale aao phir chaahe na aanaa
kuchh tum bhi mere dil ki bechainiyaan le jaao
tasabir muhabbat ki ham ne to banaa daali
mit jaaye to daamanase tum us ko mitaa jaao
jo kahane ko ji chaahe lekin na kahi jaaye
wo kis ki kahaani hai itanaa to bataa jaao
mushkil se jo roke hai wo ashk na bah jaaye
itanaa to in aankho ko samajhaane chale aao
the next stanza is noted in the film's booklet
but it was not included on the 78
hun shamaa magar jisane parawaanaa banaa daalaa
dil jis ne jalaa daalaa wo aag bujhaa jaao