Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Ajnabi Teri Baho Me Rahe
|
Suman Kalyanpur | Ganesh | ||||
Shera Daku (1966) | Asad Bhopali | ||||||
ek ajnabi teri baho me rahe
ek ajnabi teri baho me rahe
mai dekhti rahu kuch na kah saku
magar mai ye kahu ki mera dil jale
ki mera dil jale ki mera dil jale ki mera dil jale
ek ajnabi teri baho me rahe
ek ajnabi teri baho me rahe
mai dekhti rahu kuch na kah saku
magar mai ye kahungi ki mera dil jale
ki mera dil jale ki mera dil jale ki mera dil jale
teri wafa pe tha bharosa
ki tune bewafai kisi ka ho gaya
tune jara bhi ye na socha
ke meri jindagi me andhera ho gaya
gair ko jo chaha mujhme kya kami hai
kal jo dilkashi thi aaj bhi wahi hai
phir kisi ko kyu tu lagaye hai gale
ki mera dil jale ki mera dil jale
ki mera dil jale ki mera dil jale
ek ajnabi teri baho me rahe
ek ajnabi teri baho me rahe
mai dekhti rahu kuch na kah saku
magar mai ye kahungi ki mera dil jale
ki mera dil jale ki mera dil jale ki mera dil jale
kal ke wo mithe mithe wade
wo kasme wo irade na jane kya hue
jalim wo din hasi khushi ke
nagmo me bekhudi ke zamane kya hue
aaj aur kal me farq hai to itna
aaj hai hakikat kal tha ek sapna
bite sapne ab aasuo me dhal chale
ki mera dil jale ki mera dil jale
ki mera dil jale ki mera dil jale
ek ajnabi teri baho me rahe
ek ajnabi teri baho me rahe
mai dekhti rahu kuch na kah saku
magar mai ye kahungi ki mera dil jale
ki mera dil jale ki mera dil jale ki mera dil jale