Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Ajnabi Haseena Se
|
Meiyang Chang, Parleen Gill, Suhit Gosain, Abhishek Kumar | R D Burman | ||||
Tu To Na Aai (Album) (0) | Anand Bakshi | ||||||
haseena se
ek ajnabi haseena se yun mulakat ho gai
phir kya hua ye naa pucho kuch aisi baat ho gai
ek ajnabi haseena se yun mulakat ho gai
wo achank aa gai yun nazer ke samne
jaise nikal aaya ghata se jaam
wo achank aa gai yun nazer ke samne
jaise nikal aaya ghata se jaam
chehre pe julfe bikhri hui thi
ek ajnabi haseena se yun mulakat ho gai
jaaneman jane jigar hota main shyar agar
kaheta gazel teri aadao par
jaaneman jaane jigar hota main shyar agar
kaheta gazel teri aado par
maine ye kaha ho mujhse daffa ho
ek ajnabi haseena se yun mulakat ho gai
khubsurat baat ye char pal ka sath ye
saari umr mujhko rahe ga yaad ye
khubsurat baat ye char pal ka sath ye
saari umr mujhko rahe ga yaad ye
main akela tha magar ban gai wo humsafar
ek ajnabi haseena se yun mulakat ho gai