Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dushman Banke Aaj Main Teri
|
Anuradha Paudwal | Vijay Batalvi | ||||
Meri Lalkaar (1990) | Sanam Gazipuri | ||||||
dusman banke aaj mai teri
jeena bhi dushwar krungi
bach ke kha jayega
mere kadmo me tu aayega
hoo mere kadmo me tu aayega
dusman banke aaj mai teri
jeena bhi dushwar krungi
bach ke kha jayega
mere kadmo me tu aayega
hoo mere kadmo me tu aayega
radha jaisa pyar hai mera
ye hai mera kanhaiya
saccha pyar kuchal na paya
kabi kaal ka pahiya
dil me aag laga du tere
mai iski ban gayi bin fere
bach ke kha jayega
mere kadmo me tu aayega
hoo mere kadmo me tu aayega
kahi saraswati kahi laxmi
kahi mahakali hu
tufano se takrau mai
himmat wali hu
marungi mai jahar pila ke
rakh dungi mai tujhe hila ke
bach ke kaha jayega
mere kadmo me tu aayega
hoo mere kadmo me tu aayega
aurat ki pahchan nahi hai
abhi tujhe naadan
aurat ko jab gussa aaye
ban jaye tufaan
bhukhi sherni ban jati hai
nirbal use na jaan
aag laga de sare jag me
dil me le jo thaan
aurat jab apni pe aaye
koi na uspe kaabu paye
bach ke kaha jayega
mere kadmo me tu aayega
hoo mere kadmo me tu aayega
dusman banke aaj mai teri
jeena bhi dushwar krungi
bach ke kha jayega
mere kadmo me tu aayega
hoo mere kadmo me tu aayega