Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dur Bahut Aabadi Se, Ishk Ki Rangin Vadi Se
|
Mukesh Chand Mathur, Lata Mangeshkar | Salil Chowdhury | ||||
Jhoola (1962) | Rajinder Krishan | ||||||
aa ha aa
dur bahut aabadi se ishk ki rangin vadi se
ye kaun sada deta hai
pyar bhara ek dil hoga ya koyi bismil hoga
jo apna pata deta hai

lehrati si ye raahe na jane kisko chaahe

kiske didar ki pyasi hain inki khuli nigaahe

aas lagaye baithe rehna bhi to maja deta hai
dur bahut aabadi se ishk ki rangin vadi se
yeh kaun sada deta hai
pyar bhara ek dil hoga ya koyi bismil hoga
jo apna pata deta hai
aa ha aa
yeh parvat unche-unche kamoshi ke afasane

kyo dur khade basti se honge ye bhi diwane

jane kis kisko diwana pyar bana deta hai