Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dupatta Tera Kale Rang Da
|
Anuradha Paudwal, Udit Narayan | |||||
Main Tera Aashiq (1994) | |||||||
tere sine par jab lehraye tere sine par jab lehraye
aag aashiqo ke dil me lagaye
dupata tera kale rang ka dupta tera kale rang ka
mujhe kala rang isliye bhaye bure logo ki najar se bachaye
dupata mera kale rang ka dupata mera kale rang ka
mujhe kala rang isliye bhaye
gora gora rang tera gori bemisal hai
uspe dupatta tera karta hai kamal hai
ho gora gora rang tera gori bemisal hai
uspe dupata tera karta hai kamal hai
main to dekha ke ho gaya pagal
ho mai to dekha ke ho gaya pagal
ho jaise chand pe chhaya ho badal
dupata tera kale rang ka
dupata tera kale rang ka
tere sine par jab lehraye
aag aashiqo ke dil me lagaye
dupata tera kale rang ka
dupata tera kale rang ka
tere sine par jab lehraye
ye jo mujhe apne dupate pe gurur hai
is mein chhailla mera kya kusur hai
ye jo mujhe apne dupate pe guroor hai
is mei bata de chhailla mera kya kusur hai
mere rup ko ye chamkaye
mere rup ko ye chamkaye
mujhe aur hasin banaye
dupata mera kale rang ka
dupata mera kale rang ka
mujhe kala rang is liye bhaye
bure logo ki najar se bachaye
dupata mera kale rang ka
dupata mera kale rang ka
mujhe kala rang is liye bhaye
auro ne bhi to odhe hai dupate kale kale
mere hi tu pichhe kyu laga hai dilwale
ho sab pe nahi sajte hai rang kaale
ek tu hai jiske hai jalwe nirale
tune keh di hai baat gajab
tune keh di hai baat gajab
ye to nind churale sakhi
dupata mera kaale rang ka
dupata mera kaale rang ka
tere sine par jab lehraaye
aag aashiqo ke dil me lagaye
dupata tera kale rang ka
dupata tera kale rang ka
mujhe kala rang isliye bhaye
bure logo ki najar se bachaye
dupata mera kale rang ka
dupata mera kale rang ka