Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dupatta Odhe Nikli Bahara Dekho Yaara
|
Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | ||||
Dillagi (1966) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
dupatta odhe nikli bahara dekho yara
ye gulbadani
dupatta odhe nikli bahara dekho yara
ye gulbadani
jab thaami ungli mehandi wali
chubh gaye dil me khara
dekho yara ye gulbadani
dupatta odhe nikli bahara dekho yara
ye gulbadani
najuk badan pe sab hai
mere hi dage jigar ke gulbute
rama dage jigar ke gulbute
par jo kaha yahi pyar se to
kahne lagi ke chal jhuthe
wo rangi se ikrara the
or hum samjhe inkara the
dekho yara ye gulbadani
dupatta odhe nikli bahara dekho yara
ye gulbadani
oho surma laga udhar to
yaha pe dariya baha hai aansu ka
rama dariya baha hai aansu ka
jab paan khake jalim chali
to hamne yaha lahu thuka
jite hai na to marte hai
ab ham dil ke bimara
dekho yara ye gulbadani
dupatta odhe nikli bahara dekho yara
ye gulbadani
dekha to hai hame pyar se
isi ki abhi jarurat hai
oho isi ki abhi jarurat hai
ulfat kare to kya baat hai
ke thukra bhi de to kismat hai
ye sartaaje mohabbat
ye jane dildara
dekho yara ye gulbadani
dupatta odhe nikli bahara dekho yara
ye gulbadani
jab thami ungli mehandi wali
chubh gaye dil me khara
dekho yara ye gulbadani
dupatta dupatta dupatta
odhe nikli bahara dekho yara
ye gulbadani