Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Duniya Walo Mujhe Batao Kya Hai Sacha Pyar
|
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Suraiya | Husnlal Bhagatram | ||||
Balam (1949) | Qamar Jalalabadi | Masti Bhare Geet, Romantic Songs | |||||
duniya walo mujhe batao
duniya walo mujhe batao
kya hai sacha pyar
batao kya hai sacha pyar
batao kya hai sacha pyar
prem ki chhoti si kutiya ho
prem ki chhoti si kutiya ho
aasha ke ho dwar
aasha ke ho dwar
prem ki choti si kutiya ho
prem ki choti si kutiya ho
aasha ke ho dwar
aasha ke ho dwar
hath piya ke charno par ho
hath piya ke charno par ho
aankho me ho pyar
aankho me ho pyar
sakhi ri yahi hai sacha pyar
sakhi ri yahi hai sacha pyar
ek bangla ho uncha uncha
ek bangla ho uncha uncha
nai ho motar car
nai ho motar car
piya kahe ye hath jod kar
piya kahe ye hath jod kar
hukm hai kya sarkar
hukm hai kya sarkar
sakhi ri yahi hai sacha pyar
sakhi ri yahi hai sacha pyar
duniya walo mujhe batao
duniya walo mujhe batao
kya hai sacha pyar
batao kya hai sacha pyar
batao kya hai sacha pyar
pati agar majdur bhi ho to
pati agar majdur bhi ho to
samjho sahukar
samjho sahukar
pyar ki nazro se dekho to
pyar ki nazro se dekho to
chhakda hai motar car
chhakda hai motar car
sakhi ri yahi hai sacha pyar
sakhi ri yahi hai sacha pyar
idhar ho naukar udhar ho naukar
idhar ho naukar udhar ho naukar
jhuke wo sau sau baar
jhuke wo sau sau baar
jama ho mere nam bank me
jama ho mere nam bank me
pura sath hazar
pura sath hazar
sakhi ri yahi hai sacha pyar
sakhi ri yahi hai sacha pyar
duniya walo mujhe batao
duniya walo mujhe batao
kya hai sacha pyar
batao kya hai sacha pyar
batao kya hai sacha pyar