Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Duniya Se Duniyawalon Se
|
Mahendra Kapoor, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal | ||||
Baghawat (1982) | Anand Bakshi | ||||||
hamare husn ne humko
bahut magrur kar dala
tumhare ishq ne is aaine ko
chur kar dala
duniya se duniya walo se
duniya se duniya walo se
hum aaj bagawaat karte hai
tumse mohabbat karte hai
tumse mohabbat karte hai
kya aaj qayamat ka din hai
kya aaj qayamat ka din hai
jo aap inayat karte hai
humse mohabbat karte hai
humse mohabbat karte hai
tu unche mehlo ki raani
tu unche mehlo ki raani
main ek banjara selaani
ye taaj tumhare kadmo mein
ye taaj tumhare kadmo mein
rakhti hai tumhari deewani
dil taulte hai jo daulat se
dil taulte hai jo daulat se
wo rog izarat karte hai
hum tumse mohabbat karte hai
tumse mohabbat karte hai
sab bhul gaye dastur hume
sab bhul gaye dastur hume
is dil ne kiya majbur hume
ye beadbi ye gustaakhi
sab aap ki hai manjur hume
maalum na tha dil ke armaan
maalum na tha dil ke armaan
dil ki ye haalat karte hai
hum tumse mohabbat karte hai
tumse mohabbat karte hai
ab qaid kare azaad kare
ab qaid kare azaad kare
aabad kare barbad kare
bulbul pinjare mein band hui
jo chahe ab saiyad kare
bikhri zulfen dhalta aanchal
bikhri zulfen dhalta aanchal
purjor shikayat karte hai
hum tumse mohabbat karte hai
tumse mohabbat karte hai
duniya se duniya walo se
duniya se duniya walo se
hum aaj bagawaat karte hai
hum tumse mohabbat karte hai
tumse mohabbat karte hai
tumse mohabbat karte hai